LyricsTashan

Daudo Ji Chor Chor Lyrics - Char Minar | Helen | Nasir Khan | Bhagwan | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Mohammed Rafi

in Movies

Watch the Video

Song Information

Daudo ji chor chor song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Daudo ji chor chor bhaga dil chura ke
Chilana chhod chhod le ja dil utha ke
Daudo ji chor chor bhaga dil chura ke
Chilana chhod chhod le ja dil utha ke
Haye tumse pyar hai, jaan nisar hai
Ho thanda bukhar hai
Maula ki maar hai
Daudo ji chor chor bhaga dil chura ke
Chilana chhod chhod le ja dil utha ke


Najare mila ke tune
Bijli gira ke tune
Haye mujhe lut liya
Apna bana ke tune
Aanshu bahaye kahe
Dong rachaye kahe
Bholi si naag hu mai
Komal dhaye kahe
Nata na todd todd julfe me uljha ke
Chilana chhod chhod le ja dil utha ke
Haye tumse pyar hai, jaan nisar hai
Ho thanda bukhar hai
Maula ki maar hai
Daudo ji chor chor bhaga dil chura ke
Chilana chhod chhod le ja dil utha ke


Nanhi si jaan hu mai
Bada pareshan hu mai
Sun lo fariyad meri
Tuti hui taan hu mai
Ja re bieman hai tu
Jutha inshan hai tu
Dagmag panv tere banta jawan hai tu
Najro ki dorr dorr khincho na thadapa ke
Chilana chhod chhod le ja dil utha ke
Haye tumse pyar hai, jaan nisar hai
Ho thanda bukhar hai
Maula ki maar hai
Daudo ji chor chor bhaga dil chura ke
Chilana chhod chhod le ja dil utha ke


Pehli mulalkat nahi
Naya naya sath nahi
Chori chori pyar karna
Koi buri baat nahi
Hatho me hath nahi
Koi nayi baat nahi
Ulfat nibane wale
Aashiq ke sath nahi
Mukhda na modd modd jalim dil tarsa ke
Chilana chhod chhod le ja dil utha ke
Haye tumse pyar hai, jaan nisar hai
Ho thanda bukhar hai
Maula ki maar hai
Daudo ji chor chor bhaga dil chura ke
Chilana chhod chhod le ja dil utha ke.

Related Songs

More songs from Char Minar (1956)
More songs of Helen
More songs of Nasir Khan
More songs of Bhagwan
More songs of Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
More songs of Mohammed Rafi