Mandir chhod gaya bhagwan song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by G. Hanumantha Rao. This song was released on 18 Mar 1988.
Adalat chhod gaya insafn
Mandir chhod gaya bhagwan
Mulzilm bana diya duniya
Ne ek masum insan
Insaf pareshan bhagwan bhi hairan
Insaf pareshan bhagwan bhi hairan


Kan to hain kanun ke lekin
Sun na sake sachchai
Kan to hain kanun ke lekin
Sun na sake sachchai
Aankh to insaff ki lekin
Deta nahi hain dikhai
Dhunde mile na kabhi kisi ko
Mange aisi gawahi
Adalat chhod gaya insafn
Mandir chhod gaya bhagwan
Mulzilm bana diya duniya
Ne ek masum insan
Insaf pareshan bhagwan bhi hairan


Tum barbad na hone
Dena apno ki zindgani
Tum barbad na hone
Dena apno ki zindgani
Sacha hai ye pyar tumhara
Gam ki bane na kahani
Takra jana katil se wo
Kar na sake manmani
Adalat chhod gaya insafn
Mandir chhod gaya bhagwan
Mulzilm bana diya duniya
Ne ek masum insan
Insaf pareshan bhagwan bhi hairan


Kurbani ka phal na mile
Maksad chhod na dena
Kurbani ka phal na mile
Maksad chhod na dena
Tum insafni farz nibhana
Rasta mod na dena
Karne ko insaff ki raksha
Jooth se badla lena
Adalat chhod gaya insafn
Mandir chhod gaya bhagwan
Mulzilm bana diya duniya
Ne ek masum insan
Insaf pareshan bhagwan bhi hairan


Chacha tera door chala
Par tujh pe duva barsaye
Chacha tera door chala
Par tujh pe duva barsaye
Farz hain tera sach ki taraf
Hi tu har kadam badaye
Pati ka bandhan bhai ki
Chahat lakh tujhe uljhaye
Adalat chhod gaya insafn
Mandir chhod gaya bhagwan
Mulzilm bana diya duniya
Ne ek masum insan
Insaf pareshan bhagwan bhi hairan
Insaf pareshan bhagwan bhi hairan.