Is duniya mein song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ram Babu. This song was released on 01 Jan 2018.
Is duniya mein jee nahin sakta
Aadmi sidha sadha
Is duniya mein jee nahin sakta
Aadmi sidha sadha
Isliye main ban gaya
Veeru se veeru dada veeru dada
Is duniya mein jee nahin sakta
Aadmi sidha sadha
Isliye main ban gaya
Veeru se veeru dada veeru dada
Is duniya mein jee nahin sakta
Aadmi sidha sadha


Main gham hoon armaan nahin
Patthar hoon insaan nahin
Main gham hoon armaan nahin
Patthar hoon insaan nahin
Hanji hanji ha yeh sach hain
Mujhko phoolo hi pahchan nahin
Maine phool bahut kam dekhe
Kante bahut jyada
Isliye main ban gaya
Veeru se veeru dada veeru dada
Is duniya mein jee nahin sakta
Aadmi sidha sadha


Peete peete din nikala
Peete raat huyi
Peete peete din nikala
Peete raat huyi
Ek magar ha kabhi kabhi
Anhoni si baat huyi
Aankh mein aansoo bar aaye
Hasne ka kiya irada
Isliye main ban gaya
Veeru se veeru dada veeru dada
Is duniya mein jee nahin sakta
Aadmi sidha sadha


Kabhi idhar mudh jata hoon
Kabhi udhar mudh jata hoon
Kabhi idhar mudh jata hoon to
Kabhi udhar mudh jata hoon
Main banwara hoon sab kaliyo ka
Rash pee kar ud jata hoon
Na main kasme khata hoon
Na karta hoon koi wada
Isliye main ban gaya
Veeru se veeru dada
Is duniya mein jee nahin sakta
Aadmi sidha sadha
Isliye main ban gaya
Veeru se veeru dada veeru dada
Veeru se veeru dada veeru dada
Veeru se veeru dada veeru dada.