Main Tumhen Dekhkar Lyrics - Talat Aziz
in Albums
Watch the Video
Song Information
Main tumhen dekhkar song is from Khushnuma (2003) and it is sung by Talat Aziz. This song is penned by Nusrat Badr and composed by Talat Aziz. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Kis jahan ke ho tum sochta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Kis jahan ke ho tum sochta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Tum ho meri ghazal tum mera kamal
Sirf tum hi to ho chandni ka badan
Tum ho meri ghazal tum mera kamal
Sirf tum hi to ho chandni ka badan
Main tanha hun yaha chhup gaye tum kaha
Main tumhe har taraf dhundhta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Shaam dhalne lagi khwab sajne lage
Teri aahat mili mujh ko palko tale
Shaam dhalne lagi khwab sajne lage
Teri aahat mili mujh ko palko tale
Yeh jahan wo jahan mil gaya hai yaha
Main tumhe tumse mangata reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Kis jahan ke ho tum sochta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Honth khamosh ho aankhe dil ki kahe
Koi wada na ho phir bhi mil ke rahe
Honth khamosh ho aankhe dil ki kahe
Koi wada na ho phir bhi mil ke rahe
Teri aankho mein ho ab mera aashiyaa
Raat soch jo yeh jaagta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Kis jahan ke ho tum sochta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya.