Yeh milan khwab sa song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 10 Jan 1987.
Yeh milan khwab sa na ho jaaye
Yeh milan khwab sa na ho jaaye
Tu kahi phir judaa na ho jaaye
Yeh milan khwab sa na ho jaaye
Yeh milan khwab sa na ho jaaye


Ik dilaasa ni diya de usko
Ik dilaasa ni diya de usko
Dil kisi aur ka na ho jaaye
Dil kisi aur ka na ho jaaye
Tu kahi phir judaa na ho jaye
Yeh milan khwab sa na ho jaaye
Yeh milan khwab sa na ho jaaye


Yun na lehraao reshmi aanchal
Yun na lehraao reshmi aanchal
Is hawaa mein hawa na ho jaaye
Is hawaa mein hawa na ho jaaye
Tu kahi phir judaa na ho jaye
Yeh milan khwab sa na ho jaaye
Yeh milan khwab sa na ho jaaye


Raaste mein charag rakh dena
Raaste mein charag rakh dena
Kafiraa jab rawana ho jaaye
Kafiraa jab rawana ho jaaye
Tu kahi phir judaa na ho jaye
Yeh milan khwab sa na ho jaaye
Yeh milan khwab sa na ho jaaye.