Mera Naam Likhkar Lyrics - Talat Aziz

1987

Lyrics

Mera naam likhkar mitaya gaya hain
Mera naam likhkar mitaya gaya hain
Mujhe yaad karke bhulaya gaya hain
Mera naam likhkar mitaya gaya hain
Mera naam likhkar mitaya gaya hain

Khud unki aankho se aansu gawa ke
Khud unki aankho se aansu gawa ke
Mujhe bazm se jab uthaya gaya hain
Mujhe bazm se jab uthaya gaya hain
Mujhe yaad karke bhulaya gaya hain
Mera naam likhkar mitaya gaya hain

Gunaaho se mujhko bachane ki khatir
Gunaaho se mujhko bachane ki khatir
Nighaon se mujhko pilaaya gaya hain
Nighaon se mujhko pilaaya gaya hain
Mujhe yaad karke bhulaya gaya hain
Mera naam likhkar mitaya gaya hain

Meri tarah wo bhi pareshaan honge
Meri tarah wo bhi pareshaan honge
Unhe aaina to dikhaya gaya hain
Unhe aaina to dikhaya gaya hain
Mujhe yaad karke bhulaya gaya hain
Mera naam likhkar mitaya gaya hain
Mera naam likhkar mitaya gaya hain.