Aakhen khul jati hai song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai

Khwab to khwab hai har subha bikhar jaata hai

Zard padte hain nahi gham ke hare yeh patte

Jitna badhata hai mera dard nikhar jaata hai
Jitna badhata hai mera dard nikhar jaata hai
Khwab to khwab hai har subha bikhar jaata hai
Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai

Meri aankho se nikal kar mera har ek aansu

Teri palko pe jo girta hai sawar jaata hai
Teri palko pe jo girta hai sawar jaata hai
Khwab to khwab hai har subha bikhar jaata hai
Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai

Tu achanak se kabhi samne a jaata hai
Tu achanak se kabhi samne a jaata hai
Saanse ruk jaati hai aur dil bhi thehr jaata hai
Saanse ruk jaati hai aur dil bhi thehr jaata hai
Khwab to khwab hai har subha bikhar jaata hai
Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai
Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai.