Maikhano ki taraf janna song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 25 Sep 2005.
Tera haseen chehara
Aur khusgawar mausam
Tera haseen chehara
Aur khusgawar mausam
Barso ke baad aaya ye
Shaandar mausam
Berukhi inayat shararat
Aur mohabbat
Ek din mein tere husn ke
Ye char char mausam


Jaana hain jisko jaaye
Boot khano ki taraf
Jaana hain jisko jaaye
Boot khano ki taraf
Hum to nikal pade hain
Hum to nikal pade hain
Maikhano ki taraf janna
Jaana hain jisko jaaye
Boot khano ki taraf


Usne mujhe jo dekha
To yun laga yaaro
Usne mujhe jo dekha
To yun laga yaaro
Usne mujhe jo dekha
To yun laga yaaro
Pariyaan bhi dekhati
Hain insano ki taraf
Pariyaan bhi dekhati
Hain insano ki taraf
Hum to nikal pade hain
Hum to nikal pade hain
Maikhano ki taraf janna
Jaana hain jisko jaaye
Boot khano ki taraf


Tu imaan leke apna
Tu imaan leke apna
Khayega thokare hi
Tu imaan leke apna
Khayega thokare hi
Tu imaan leke apna
Khayega thokare hi
Duniya ki hain inayat
Baimano ki taraf
Duniya ki hain inayat
Baimano ki taraf
Hum to nikal pade hain
Hum to nikal pade hain
Maikhano ki taraf janna
Jaana hain jisko jaaye
Boot khano ki taraf


Jab tak teri nazar mein
Ye mastiyan hain saqi
Jab tak teri nazar mein
Ye mastiyan hain saqi
Jab tak teri nazar mein
Ye mastiyan hain saqi
Dekhega koan aakhir
Paimano ki taraf
Dekhega koan aakhir
Paimano ki taraf
Hum to nikal pade hain
Hum to nikal pade hain
Maikhano ki taraf janna
Jaana hain jisko jaaye
Boot khano ki taraf.