Hum bhi guzar gaye song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 25 Sep 2005.
Milate hain bas kabhi kabhi kaamyaab rishte
Bante hain yun to yaaro behisaab rishte
Rishto ki aisi bheed mein
Tanhaa hain saare kyun
Dete nahi hain iska koi jawaab rishte


Hum bhi guzar gaye yahan
Kuchh pal guzara ke
Hum bhi guzar gaye yahan
Kuchh pal guzara ke
Raate thi karz ki yahan
Raate thi karz ki yahan
Din the udhaar ke
Hum bhi guzar gaye yahan
Kuchh pal guzara ke


Ek purana haar thaa
Rishta tera mera
Ek purana haar thaa
Rishta tera mera
Achha kiya jo rakh diya
Tune utaar ke
Achha kiya jo rakh diya
Tune utaar ke
Raate thi karz ki yahan
Din the udhaar ke
Hum bhi guzar gaye yahan
Kuchh pal guzara ke


Dil mein hazaar dard ho
Aansu chhupake rakhe
Dil mein hazaar dard ho
Aansu chhupake rakha
Koi to karwaan ho
In istehiaar ki
Koi to karwaan ho
In istehiaar ki
Raate thi karz ki yahan
Din the udhaar ke
Hum bhi guzar gaye yahan
Kuchh pal guzara ke


Jaane kyun ab bhi dard ko
Meri talaash hain
Jaane kyun ab bhi dard ko
Meri talaash hain
Chithade bhi ab kahan rahe
Is ke shikaar ke
Chithade bhi ab kahan rahe
Is ke shikaar ke
Raate thi karz ki yahan
Din the udhaar ke
Hum bhi guzar gaye yahan
Kuchh pal guzara ke
Hum bhi guzar gaye yahan
Kuchh pal guzara ke.