Aks bankar teri ankhon song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 25 Sep 2005.
Aks bankar teri ankhon mein
Utar kar dekhoon
Aks bankar teri ankhon mein
Utar kar dekhoon
Kitana gehara hain ab
Ye bhi samandar dekhoon
Aks bankar teri ankhon mein
Utar kar dekhoon


Aisa lagta hain safar pattharo ki basti ka
Aisa lagta hain safar pattharo ki basti ka
Main bhi ek baar tere dil se
Guzar kar dekhoon
Main bhi ek baar tere dil se
Guzar kar dekhoon
Kitana gehara hain ab
Ye bhi samandar dekhoon
Aks bankar teri ankhon mein
Utar kar dekhoon


Tu kyun baitha hain
Kahin chhupake mere hi andar
Tu kyun baitha hain
Kahin chhupake mere hi andar
Kyaa zarurat hain mujhko
Ke main bahaar dekhoon
Kyaa zarurat hain mujhko
Ke main bahaar dekhoon
Kitana gehara hain ab
Ye bhi samandar dekhoon
Aks bankar teri ankhon mein
Utar kar dekhoon


Isse pehale ki chubhu
Tujhko main kanto ki tarah
Isse pehale ki chubhu
Tujhko main kanto ki tarah
Yahi behtar hain ke main
Tujhse bichhad kar dekhoon
Yahi behtar hain ke main
Tujhse bichhad kar dekhoon
Kitana gehara hain ab
Ye bhi samandar dekhoon
Aks bankar teri ankhon mein
Utar kar dekhoon


Chand chhalo se dhaki dhundhali
Lakeere hain sahab
Chand chhalo se dhaki dhundhali
Lakeere hain sahab
Aise hatho mein bhala kaisa
Muqaddar dekhoon
Aise hatho mein bhala kaisa
Muqaddar dekhoon
Kitana gehara hain ab
Ye bhi samandar dekhoon
Aks bankar teri ankhon mein
Utar kar dekhoon.