Khuda hai wo song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 30 Nov 2014.
Kadam ba kadam
Saath mere sada hai
Khuda hai khuda hai
Wo mera khuda hai
Kadam ba kadam
Saath mere sada hai
Khuda hai khuda hai
Wo mera khuda hai


Use bhul jaaun yeh
Mumkin nahin hai
Use bhul jaaun yeh
Mumkin nahin hai
Tasvoor mein meri
Wahin ab basa hai
Khuda hai khuda hai
Wo mera khuda hai


Jahaan aash tute
Wahin hai woh haazir
Jahaan aash tute
Wahin hai woh haazir
Aur in kaano ki
Sarhado se juda hai
Khuda hai khuda hai
Wo mera khuda hai


Use chaand yaa phool
Kehna nahin tum
Use chaand yaa phool
Kehna nahin tum
Woh mehboob mera
Sabhi se juda hai
Khuda hai khuda hai
Wo mera khuda hai


Kabhi bhi asar iska halka na hoga
Kabhi bhi asar iska halka na hoga
Shafaq yeh sharabe
Wafa ka nasha hai
Khuda hai khuda hai
Wo mera khuda hai
Kadam ba kadam
Saath mere sada hai
Khuda hai khuda hai
Wo mera khuda hai
Khuda hai khuda hai
Wo mera khuda hai.