Mai Maama Ban Gaya Lyrics - Jeet | Randhir Kapoor | Jeevan | Babita | Lata Mangeshkar | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mai maama ban gaya song is from Jeet (1972) and it is sung by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi.It stars Randhir Kapoor, Jeevan and Babita in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by A Subba Rao. This song was released on 01 Jan 1972.
Lyrics
Khush kar diya ho khush
Kar diya tune mera raama
Ke munde da main
Maama ban gaya
Khush kar diya
Tune mera raama
Ke munde da main
Maama ban gaya
Haay rabba tennu
Lakhkh salaama
Haay rabba tennu
Haay rabba tennu
Lakhkh salaama ke munde
Da tu maama ban gaya
Ho khush kar diya
Tune mera raama ke munde
Da main maama ban gaya
Ke munde da tu maama ban gaya
O o o main iss paar
Te uss paar tu piya
Main iss paar te
Uss paar tu piya
Aayi hai bahaare
Kaise jaaye tere dwaare
Mutiyaare mere
Dil ki pukaarein
Aayi hai bahaare kaise
Jaaye tere dwaare
Mutiyaare mere
Dil ki pukaarein
Tere mere bich mein
Lambi lambi galiyaan
Te unchi unchi
Jag ki deewaarein
Kaise beetein
Kaise beetein
Judaayiya di shamma ke
Munde da main maama ban gaya
Khush kar diya tune mera raama ke
Munde da main maama ban gaya
O jindadi na rol aaja kol soniye o
Jindadi na rol aaja kol moniye
Chhat se pukaare jat kar ke
Ishaare hat ho na jaaye
Meri badnaami chhat se
Pukaare jat kar ke
Ishaare hat ho na jaaye
Meri badnaami
Darr mat baandh ke
Sehara bana dunga main
Tujhako bhi munde di maami
Mach gaya
Mach gaya pind
Wich hungaama ke munde
Da tu maama ban gaya
Ho khush kar diya
Tune mera raama ke
Munde da main
Maama ban gaya
Haay yeh dil yeh jaan
Do jahaan maang le
Yeh dil yeh jaan do
Jahaan maang le
Dena na tu dhoka saiyaan
Khushi ka hai mauka
Tujhase motiyon ki
Main toh lungi maala
Dena na tu dhoka saiyaan
Khushi ka hai mauka
Tujhase motiyon ki
Main toh lungi maala
Taange mein bithaake
Bole sair kara du
Main hunmuflis taangewaala
Tera reshami
Tera reshami kurta
Paijaama ke munde
Da tu maama ban gaya
Haay rabba tennu
Haay rabba tennu lakhkh salaama ke
Munde da tu maama ban gaya
Ho khush kar diya
Tune mera raama ke
Munde da main maama ban gaya.