Maalik mere song is from and it is sung by and .It stars Chunky Pandey, Neelam Kothari and Shatrughan Sinha in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Irfan Khan, T Manoj. This song was released on 01 Jan 2018.
o maalik mere
aisa jivan aisi kismat meri kyu hain
aise jine se kya hansil
jite ji mar jaye
o chhod ke ab to, julm ki raahe
pyar ki raaho me aaja
kabse khadi hu bahe pasare
aa meri baho me aaja
aaja tere bin tere bin tere bin mujhe nahi jina
ab to mere bin mere bin mere bin tujhe nahi jina
sapna jo tera, sapna wo mera
sapna jo tera, sapna wo mera

o julmo sitam ka daur tha bachpan
bhatak rahi gumraah jawani
kis manjil tak le jayegi
raah gaunaho ki anjani
o julmo sitam ka daur tha bachpan
bhatak rahi gumraah jawani
kis manjil tak le jayegi
raah gaunaho ki anjani
saahil mera aakhir kya hain
manjil meri aakhir kya hain
aise jine se kya hansil
jite ji mar jaye
pyar hain tere dil ki manjil
dil ki panaho me aaja
kabse khadi hu bahe pasare
aa meri baho me aaja
aaja tere bin tere bin tere bin mujhe nahi jina
ab to mere bin mere bin mere bin tujhe nahi jina
sapna jo tera, sapna wo mera
sapna jo tera, sapna wo mera

waqt ne tujhpe julm kiye hain
har pal gam ke jahar piye hain
aa main apne pyar se bhar du
kismat ne jo jakham diye hain
waqt ne tujhpe julm kiye hain
har pal gam ke jahar piye hain
aa main apne pyar se bhar du
kismat ne jo jakham diye hain
jakhmo ke mere nahi koi dava
mitne wala nahi dard mera
aise jine se kya hansil
jite ji mar jaye
tujhko chhupa lu main palko me
meri nigaho me aaja
kabse khadi hu bahe pasare
aa meri baho me aaja
aaja tere bin tere bin tere bin mujhe nahi jina
ab to mere bin mere bin mere bin tujhe nahi jina
sapna jo tera, sapna wo mera
sapna jo tera, sapna wo mera