fir jakhm huye taaza, fir dard ubhar aaye ek phul pe maali ne, kya kya the sitam dhaye aukat meri kya hain, ye main jo bata du aukat meri kya hain, ye main jo bata du parda jo utha du kahi khul jaye na, tumhari aukat aukat meri kya hain, ye main jo bata du parda jo utha du kahi khul jaye na, tumhari aukat aukat meri kya hain, ye main jo bata du jo kuchh bhi aaj hu main ye hain kiski meharbaani kaise yaha main sunaau tumhe kal ki wo kahani khul gyai jo meri juba khul gayi jo meri juba kahi khul jaye na, tumhari aukat aukat meri kya hain, ye main jo bata du parda jo utha du kahi khul jaye na, tumhari aukat aukat meri kya hain, ye main jo bata du rishta to ye janam se
yaha tumse hain hamara meri bhi in rago me ye lahu hain tumhara lahu ye agar khaul utha lahu ye agar khaul utha kahi khul jaye na, tumhari aukat aukat meri kya hain, ye main jo bata du parda jo utha du kahi khul jaye na, tumhari aukat aukat meri kya hain, ye main jo bata du daulat ke is nashe me ban baithe kyun khuda ho kabhi jhanko apne dil me kabhi socho tum kya ho jhutha nasha tuta agar jhutha nasha tuta agar kahi khul jaye na, tumhari aukat aukat meri kya hain, ye main jo bata du parda jo utha du kahi khul jaye na, tumhari aukat aukat meri kya hain, ye main jo bata du parda jo utha du kahi khul jaye na, tumhari aukat aukat meri kya hain, ye main jo bata du