Maa sunao mujhe wo kahani song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Maa..maa..maa..
Maa sunao mujhe wo kahani
Jisme raja na ho na ho rani
Maa sunao mujhe wo kahani
Jisme raja na ho na ho rani
Maa sunao mujhe wo kahani
Jisme raja na ho na ho rani


Jo hamari tumhari katha ho
Jo sabhi ke hriday ki gatha ho
Jo hamari tumhari katha ho
Jo sabhi ke hriday ki gatha ho
Gandh jisme ho dhara ki
Baat jisme na ho apsara ki
Ho na pariyan jahan aasmaani
Maa sunao mujhe wo kahani
Jisme raja na ho na ho rani
Maa sunao mujhe wo kahani
Jisme raja na ho na ho rani


Wo kahani ko hasna sikha de
Pet ki bhookh ko jo bhula de
Wo kahani ko hasna sikha de
Pet ki bhookh ko jo bhula de
Jisme sach ki bhari chaandni ho
Jisme ummeed ki roshni ho
Jisme na ho kahani puraani
Maa sunao mujhe wo kahani
Jisme raja na ho na ho rani
Maa sunao mujhe wo kahani
Jisme raja na ho na ho rani.