Aaj je daur mein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aaj ke daur mein ae dost
Ye manjhar kyoon hai,
Aaj ke daur mein ae dost
Ye manjhar kyoon hai,
Zakhm har sar pe har
Ik haath mein paththar kyoon hai
Aaj ke daur mein ae dost
Ye manjhar kyoon hai


Jab haqeeqat hai ke
Har zarre mein tu rehta hai,
Jab haqeeqat hai ke
Har zarre mein tu rehta hai,
Fir zamin par kahin masjid
Kahin mandir kyoon hai
Zakhm har sar pe har
Ik haath mein paththar kyoon hai
Aaj ke daur mein
Ae dost ye manjhar kyoon hai


Apna anjaam to maaloom
Hai sabko phir bhi
Apna anjaam to maaloom
Hai sabko phir bhi
Apnee nazron mein har
Insaan sikandar kyoon hai
Zakhm har sar pe har
Ik haath mein paththar kyoon hai
Aaj ke daur mein
Ae dost ye manjhar kyoon hai


Zindagi jeene ke qaabil
Hi nahin ab faakir
Zindagi jeene ke qaabil
Hi nahin ab faakir
Warna har aankh mein
Ashqon ka samandar kyoon hai
Zakhm har sar pe har
Ik haath mein paththar kyoon hai
Aaj ke daur mein ae dost
Ye manjhar kyoon hai.