Ab main raton ki qataron song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ab main raton ki qataron
Mein nazar aata hoon
Ab main ration ki qataron
Mein nazar aata hoon
Apne kheton se bichhad
Ne ki saza paata hoon
Ab main raton ki qataron
Mein nazar aata hoon


Itnee menhgaayee ke
Bazaar se kuch laata hoon
Itnee menhgaayee ke
Bazaar se kuch laata hoon
Apne bachchon mein
Usse baant ke sharmaata hoon
Ab main raton ki qataron
Mein nazar aata hoon


Apnee neendo ki lahoo
Pochne ki koshish mein
Apnee neendo ki lahoo
Pochne ki koshish mein
Jaagte jaagte, thak jaata
Hoon so jaata hoon
Ab main raton ki qataron
Mein nazar aata hoon


Koi chaadar samajh ke
Kheench na le phir se khaleel
Koi chaadar samajh ke
Kheench na le phir se khaleel
Main qafan odh kar
Foot-paath pe so jaata hoon
Ab main raton ki qataron
Mein nazar aata hoon.