Parakhna mat song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Parakhna mat parakhna
Me koi apna nahi rehta
Parakhna mat parakhna
Me koi apna nahi rehta
Kisi bhi aaine me deer
Tak chera nahi rehta
Parakhna mat parakhna
Me koi apna nahi rehta


Bade logo so milne mein
Hamesha fasala rakhna
Bade logo so milne mein
Hamesha fasala rakhna
Jaha dariya samandar
Se mila dariya nahi rehta
Parakhna mat parakhna
Me koi apna nahi rehta


Tumhara shar to bilkul
Naye andaz wala hai
Tumhara shar to bilkul
Naye andaz wala hai
Hamare shar me bhi ab
Koi hamsa nahi rehta
Parakhna mat parakhna
Me koi apna nahi rehta


Mohabat ek khusbu hai
Hamesha sath chalti hai
Mohabat ek khusbu hai
Hamesha sath chalti hai
Koi insaan tanhai me bhi
Tanha nahi rehta
Parakhna mat parakhna
Me koi apna nahi rehta.