Lut Gaya Din Raat Ka Aaram Kyu Lyrics - Motilal | Suraiya | Cuckoo | Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
1949
Lyrics
Lut gaya din raat ka aaram kyun
Lut gaya din raat ka aaram kyun
Aye mohabbat tera ye anjaam kyun
Lut gaya din raat ka aaram kyun
Lut gaya din raat ka aaram kyun
Aye mohabbat tera ye anjaam kyun
Lut gaya din raat ka aaram kyun
Humne mangi thi
Mohabbat ki sharaab
Humne mangi thi
Mohabbat ki sharaab
Layi kismat aasooon ka jaam kyun
Lut gaya din raat ka aaram kyun
Dil samjhta hai ke tu hai bewafa
Dil samjhta hai ke tu hai bewafa
Aa raha hai laab pe tera naam kyun
Aa raha hai laab pe tera naam kyun
Lut gaya din raat ka aaram kyun.