Lambi Joru Badi Mushibat Lyrics - Ek Thi Ladki | I.S. Johar | Bharat Bhushan | Motilal | Lata Mangeshkar | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Lambi joru badi mushibat song is from Ek Thi Ladki (1949) and it is sung by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi.It stars I.S. Johar, Bharat Bhushan, Motilal, Agha in leading roles. This song is penned by Aziz Kashmiri and composed by Vinod. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Lambi zoru badi mushibat
Are din dekhe na raat
Aate jate karti hai neet
Nakhare ki barsat
Are main haar gaya
Are main haar gaya
Do naino ka teer
Dil ke paar gaya
Are main haar gaya
Are main haar gaya
Subah sham ka nakhara
Iska maar gaya
Are main haar gaya
Chotya balam badi mushibat
Ladta hai din raat
Chotya balam badi mushibat
Ladta hai din raat
Foot gaye bhag mere
Foot gaye bhag mere
Jo diya hath me hath
Jo diya hath me hath
Are main haar gayi
Are main haar gayi
Bale pan mein dil pe
Chal talwar gayi
Are main haar gayi
Bin marzi ke shadi
Mujhko maar gayi
Are main haar gayi
Zoru meri itni lambi
Jyu kothe ki thambi
Zoru meri itni lambi
Jyu kothe ki thambi
Teem phan ka lehanga pehne
Teem phan ka lehanga pehne
Phir bhi aedi nangi
Haye phir bhi aedi nangi
Are main haar gaya
Are main haar gaya
Do naino ka teer
Dil ke paar gaya
Are main haar gaya
Are main haar gaya
Subah sham ka
Nakhara iska maar gaya
Are main haar gaya
Chota balam badi mushibat
Bole kadve bol
Chota balam badi mushibat
Bole kadve bol
Mere bas ki jo baat ho
Mere bas ki jo baat ho
To mao kar dui bistar gol acha
To mao kar dui bistar gol
Are main haar gayi
Are main haar gayi
Bale pan mein dil pe
Chal talwar gayi
Are main haar gayi
Bin marzi ke shadi
Humko maar gayi
Are main haar gayi
Bin marzi ke shadi
Humko maar gayi
Haye maar gayi.