Ghir ghir ke aayi badariya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ghir ghir ke aayi hai
Badariya sajanva na ja
Ghir ghir ke aayi hai
Badariya sajanva na ja
Rote hai nain banware inhe samjha ja
Rote hai nain banware inhe samjha ja
Ghir ghir ke aayi hai
Badariya sajanva na ja


Pehle to aas dilai
Ab phir kyun aakh charayi
Pehle to aas dilai
Ab phir kyun aakh charayi
Hatho mein hath diya hai laaz nibha ja
Hatho mein hath diya hai laaz nibha ja
Rote hai nain banware inhe samjha ja
Ghir ghir ke aayi hai
Badariya sajanva na ja
Ghir ghir ke aayi hai
Badariya sajanva na ja


Aankhe fariyad karengi
Ro ro kar yaad karengi
Aankhe fariyad karengi
Ro ro kar yaad karengi
Aankho ki bhul balma aake bata ja
Aankho ki bhul balma aake bata ja
Rote hai nain banware inhe samjh ja
Ghir ghir ke aayi hai
Badariya sajanva na ja
Ghir ghir ke aayi hai
Badariya sajanva na ja.