Kya jaane kis khata ki song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kya jaane kis khata ki
Saza paa rahi hoon main
Marne ki aarzoo mein aen
Jiye ja rahi hoon main


Zamane walo apni
Meharbaani dekhte jana
Kisi ki mitti mein milti
Jawani dekhte jana
Zamane walo apni
Meharbaani dekhte jana
Kisi ki mitti mein milti
Jawani dekhte jana
Zamane walo


Hansi to hai ghadi bhar ki
Hai rona zindagi bhar ka
Likhhi hai khoon se
Apni kahaani dekhte jana
Kisi ki mitti mein milti
Jawani dekhte jana
Zamane walo apni
Meharbaani dekhte jana
Kisi ki mitti mein milti
Jawani dekhte jana
Zamane walo


Tumhaare bas mein duniya hai
Jo chaaho to badal daalo
Jo chaaho to badal daalo
Gareebon ki magar ye
Bezubaani dekhte jana
Kisi ki mitti mein milti
Jawani dekhte jana
Zamane walo


Arey o zindgani ki
Bahare dekhne walo
Meri ujdi huyi ye
Zindgani dekhte jana
Kisi ki mitti mein milti
Jawani dekhte jana
Zamane walo apni
Meharbaani dekhte jana
Kisi ki mitti mein milti
Jawani dekhte jana
Zamane walo.