LyricsTashan

Ban Than Ke Chali Lyrics - Bhai Bahen | Nirupa Roy | Bharat Bhushan | Geeta Bali | Talat Mahmood

in Movies

Watch the Video

Song Information

Ban than ke chali song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Ban than ke chali saj dhaj ke chali
Rani karke har singar
Dekho chali piya ke dwar
Dekho chali piya ke dwar
Ban than ke chali


Jinhone nazo se pala tha
Unse juda hai hona
Jinhone nazo se pala tha
Unse juda hai hona
Ek aankh mein hasi bhari hai
Ek aankh mein rona
Ek aankh mein hasi bhari hai
Ek aankh mein rona
Hum aake naino mein
Neer bhar aaya
Doli uthaye kahar
Dekho chali piya ke dwar
Dekho chali piya ke dwar
Ban than ke chali saj dhaj ke chali
Rani karke har singar
Dekho chali piya ke dwar
Dekho chali piya ke dwar
Ban than ke chali


Ab kya wada babul raja
Ab kya wada babul raja
Ladki hui parayi
Doli ke sang chal diye dulha
Pichhe baap aur bhai
Chali naya ek desh basane
Chali naya ek desh basane
Suna kar ghar bar
Dekho chali piya ke dwar
Dekho chali piya ke dwar
Ban than ke chali saj dhaj ke chali
Rani karke har singar
Dekho chali piya ke dwar
Dekho chali piya ke dwar
Ban than ke chali.

Related Songs

More songs from Bhai Bahen (1950)
More songs of Nirupa Roy
More songs of Bharat Bhushan
More songs of Geeta Bali
More songs of Talat Mahmood