Kya hua maine agar song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kya hua kya hua
Kya hua maine agar
Ishq ka izhaar kiya
Aapse pyar kiya
Kya hua kya hua
Kya hua maine agar
Ishq ka izhaar kiya
Aapse pyar kiya


Aapne kyu mujhe ruswa
Sare bazar kiya
Khub yeh pyar kiya
Kya hua kya hua
Kya hua maine agar
Ishq ka izhaar kiya
Aapse pyar kiya
Aapne kyu mujhe ruswa
Sare bazar kiya
Khub yeh pyar kiya


Pyara hai ek junun
Hume malum na tha
Ishq mein hota hai yu
Hume malum na tha
Jadugar tera kusur
Hume malum na tha
Mar doge hume yu
Hume malum na tha
Hai khata
Hai khata aapki phir
Husn pe kyu war kiya
Khub yeh pyar kiya
Kya hua kya hua
Kya hua maine agar
Ishq ka izhaar kiya
Aapse pyar kiya
Aapne kyu mujhe ruswa
Sare bazar kiya
Khub yeh pyar kiya


Ho gaye tujhpe fida
Teri aankho ki kasam
Yahi manzil hai meri
Teri zulfon ki kasam
Tune sikhi na wafa
Tere wado ki kasam
Hume aaye na yakin
Teri baato ki kasam
Humne kyu
Humne kyu muft mein
Dil ko gunehgar kiya
Kya hua kya hua
Kya hua maine agar
Ishq ka izhaar kiya
Aapse pyar kiya
Aapne kyu mujhe ruswa
Sare bazar kiya
Khub yeh pyar kiya.