Kitna achha hota jo main song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dev Anand. This song was released on 01 Jan 2018.
Kitna achha hota
Jo main piano hoti
Kitna achha hota
Jo main piano hoti
Tum suro ko chhedte
Main lehrati gaati
Tum suro ko chhedte
Main lehrati gaati
Saajna saajna
Saajna saajna


Chudiyaa kangana
Bindiya lekar aana
Mang mein sindoor bhar ke
Mujhko tum le jaana
Shehnai band baaja
Saath mein baarati
Ghodi chdke dhoom machke
Mere ghar mein aana
Kitna achha hota
Tum dulha banke aate
Kitna achha hota
Tum dulha banke aate
Main doli mein baith
Kar dukhan banke jaati
Main doli mein baith
Kar dukhan banke jaati
Saajna saajna saajna saajna


Ek do teen chaar
Paanch phere leke
Baithungi main saj
Dhaj ke teri dukhan banke
Ham dono pyaar ki
Puri karenge rasme
Shramaugi ghooghat
Mein tere dil se lag ke
Ghadi milan ki
Jan kitni suhani hoti
Ghadi milan ki
Jan kitni suhani hoti
Pyaar ka mtalab main
Smajhke tum ko bhi smjhati
Pyaar ka mtalab main
Smajhke tum ko bhi smjhati
Saajna saajna saajna saajna


Kitna achha hota
Jo main piano hoti
Kitna achha hota
Jo main piano hoti
Tum suro ko chhedte
Main lehrati gaati.