Kaha Tha Jo Tumne Kyun Lyrics - Akshay Anand | Brij Gopal | Mink Singh | Lata Mangeshkar

1993

Lyrics

Kahan tha jo tumne
Kyun maine maana
Kahan tha jo tumne
Kyun maine maana
Ke zindagi hai
Pyaar ka tarana
Pyaar ka tarana

Mathe tum laga ke bindiya
Ho gaye mujhse door
Yeh na socha lakar dena
Aur mujhe sindoor
Mathe tum laga ke bindiya
Ho gaye mujhse door
Yeh na socha lakar dena
Aur mujhe sindoor
Kahan tha jo tumne
Kyun maine maana
Kahan tha jo tumne
Kyun maine maana
Ke zindagi hai
Pyaar ka tarana
Pyaar ka tarana

Aansoo pikar jeene se to
Marna hai qbool
Sine mein chubhte hai
Teri yaado ke trishul
Aansoo pikar jeene se to
Marna hai qbool
Sine mein chubhte hai
Teri yaado ke trishul
Kahan tha jo tumne
Kyun maine maana
Kahan tha jo tumne
Kyun maine maana
Ke zindagi hai
Pyaar ka tarana
Pyaar ka tarana

Kahan tha jo tumne
Kyun maine maana
Kahan tha jo tumne
Kyun maine maana
Ke zindagi hai
Pyaar ka tarana
Pyaar ka tarana.