Chabake Panwa Tune Lyrics - Yamraaj | Gulshan Grover | Prem Chopra | Jackie Shroff | Parveen Saba | Zahid Nazan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Chabake panwa tune song is from Yamraaj (1998) and it is sung by Parveen Saba and Zahid Nazan.It stars Gulshan Grover, Prem Chopra, Jackie Shroff, Ashish Vidyarthi in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Anand Milind. It is produced by Rajiv Babbar. This song was released on 31 Jul 1998.
Lyrics
Chabake panwa tune hoth laal laal kiye
Chabake panwa tune hoth laal laal kiye
Na jaane tune kitne mann chale halal kiye
Na jaane tune kitne mann chale halal kiye
Chabake panwa tune hoth laal laal kiye
Chabake panwa tune hoth laal laal kiye
Jo kaam maine kiye saare bemisal kiye
Jo kaam maine kiye saare bemisal kiye
Hamari chui mui bauat akadti hai
Main kat dunga tere pad kui bina udati hai
Main jaldi kaid teri zuba ka kar dungi
Sambhal seene ko apne main chhalli kar dungi
Sambhal seene ko apne main chhalli kar dungi
Maine to kar laga ke dil kai uchhal diye
Maine to kar laga ke dil kai uchhal diye
Jo kaam maine kiye saare bemisal kiye
Jo kaam maine kiye saare bemisal kiye
Na jaane ki wafa maine to bharam tod diya
Chhokariya jaan ke ja maine tujhko chhod diya
Tu panga mujhse agar lega to pachhatayega
Tu soch le julush tera nikal jayega
Tu soch le julush tera nikal jayega
Julush maine tere jaiso ke nikal diye
Julush maine tere jaiso ke nikal diye
Jo kaam maine kiye saare bemisal kiye
Jo kaam maine kiye saare bemisal kiye
Hai jitne bal tere nikal ke hum rakh denge
Chhod de kaam pyare karenge wo maza chakhal enge
Garam hai bhejha khopadiya hamar ulti hai
Zara si dhar kar liye katar ulti hai
Tumhare ghal ki lali to hum udaidenge
Tumhe bhi husn ki shuli pe hum chadhai denge
Jo gussa humko dilaya to ek chadai denge
Nazar lada ke tere hosh hum udai denge
Nazar lada ke tere hosh hum udai denge
Isi mahine maine pure solah saal kiye
Isi mahine maine pure solah saal kiye
Jo kaam maine kiye saare bemisal kiye
Jo kaam maine kiye saare bemisal kiye
Tu zid pe ad gayi hai baat ab bad gayi hai
Zara hoshiyar ho ja ha tu bhi taiyar ho ja
Nahi mujhse takrana ja tu mere paas na aana
Ja ri mud ja re titli main ti bijli hu bijli
Aag ka main ho gola mera yeh husn hai shola
Nasha tera utaru teer nazar ke maaru
Bura hai mera gussa khatm kar dunga kissa
Khatm kar dunga kissa khatm kar dunga kissa
Isse pehle bhi maine kitne hi kamal kiye
Isse pehle bhi maine kitne hi kamal kiye
Chabake panwa tune hoth laal laal kiye
Chabake panwa tune hoth laal laal kiye.