Kisne chheda man ka taar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kisne chheda man ka taar
Kisne chheda man ka taar
Aaj sunayi deti hai kyun
Aaj sunayi deti hai
Kyu mithi si jhankar
Kisne chheda man ka taar


Chupke karta koi ishare
Kiske do naina matware
Dekh rahe mujhko
Chhip chhip kar
Bhara nazar mein pyar
Kisne chheda man ka taar


Baj chuki jab payal
Chham chham
Baj chuki jab payal
Chham chham
Man ne li angdayi
Us dam ghunghru ke rukh
Run jhoon run jhoon soor mein
Jhoom utha sansar
Kisne chheda man ka taar
Gunj rahe hai ab tak man mein
Gunj rahe hai ab tak man mein
Masti bhare rasile nagme
Pahuch gayi lo unka naam
Meri prem pukar
Kisne chheda man ka taar.