Kaha tak jafa husnwalo ki song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kaha tak zafa husnwalo ki sahte
Kaha tak zafa husnwalo ki sahte
Jawani jo rahte to
Phir hum na rahte
Jawani jo rahte to
Phir hum na rahte


Nashe man na jalta
Nishani to rahti
Nashe man na jalta
Nishani to rahti
Hamara tha kya tumse
Aise na rahte


Hamara tha kya tumse
Aise na rahte
Koi naksh aur
Koi deewar samjha
Koi naksh aur
Koi deewar samjha
Zamana hua hamko
Is tarah se rahte
Zamana hua hamko
Is tarah se rahte
Zamana bade saukh
Se sun raha tha
Hami kho gaye kahte kahte
Hami kho gaye kahte kahte.