Kisi ke saath gaya song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 31 May 2011.
Kisi ke saath gaya muddate guzaar aaya
Kisi ke saath gaya muddate guzaar aaya
Bade dino mein kahin jaake phir karaar aaya

Nahi hain khwaab ye sach hain na aitbaar aaya

Ye kyaa huaa ke unhein aur mujh pe pyaar aaya
Ye kyaa huaa ke unhein aur mujh pe pyaar aaya
Bade dino mein kahin jaake phir karaar aaya
Kisi ke saath gaya muddate guzaar aaya

Gaya thaa aankhon mein umeed ki kiran lekar

Main usi ke sheher se lota to ashq bahar aaya
Main usi ke sheher se lota to ashq bahar aaya
Bade dino mein kahin jaake phir karaar aaya
Kisi ke saath gaya muddate guzaar aaya

Faraaz koho ka rasta bhi thaa kara lekin

Kaya kaamp uthi rooh jab utar aaya
Kaya kaamp uthi rooh jab utar aaya
Bade dino mein kahin jaake phir karaar aaya
Kisi ke saath gaya muddate guzaar aaya.