Ai saba jana udhar song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 31 May 2011.
Ai saba jana udhar
To usko mera pyaar dena
Ai saba jana udhar
To usko mera pyaar dena
Jaan meri leke jaana
Jaan meri leke jaana
Meri jaan par waar dena
Jaan meri leke jaana
Jaan meri leke jaana
Meri jaan par waar dena
Ai saba jana udhar
To usko mera pyaar dena


Muskurata hun to aankhon mein
Chhalak aate hain aansu
Muskurata hun to aankhon mein
Chhalak aate hain aansu
Ai saba iss khasta gaali ko
Wahan izhaar dena
Ai saba iss khasta gaali ko
Wahan izhaar dena
Jaan meri leke jaana
Jaan meri leke jaana
Meri jaan par waar dena
Ai saba jana udhar
To usko mera pyaar dena


Ab ke baazi khelna tu
Ai saba meri taraf se
Ab ke baazi khelna tu
Ai saba meri taraf se
Ye raha mukhtaar nama
Dil usko haar dena
Ye raha mukhtaar nama
Dil usko haar dena
Jaan meri leke jaana
Jaan meri leke jaana
Meri jaan par waar dena
Ai saba jana udhar
To usko mera pyaar dena


Udd nikal ne ka khayaal aata hain
Lekin par nahi hain
Udd nikal ne ka khayaal aata hain
Lekin par nahi hain
Ai saba mere safar ko
Apni si raftaar dena
Ai saba mere safar ko
Apni si raftaar dena
Jaan meri leke jaana
Jaan meri leke jaana
Meri jaan par waar dena
Ai saba jana udhar
To usko mera pyaar dena.