Kis Naam Se Tujhko Yaad Karon Lyrics - Uttar Dakshin | Anupam Kher | Madhuri Dixit | Lalita Pawar | Mohammed Aziz
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kis naam se tujhko yaad karon song is from Uttar Dakshin (1987) and it is sung by Mohammed Aziz.It stars Anupam Kher, Madhuri Dixit, Lalita Pawar, Paresh Rawal in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Ashok Khanna. This song was released on 13 Nov 1987.
Lyrics
Haste haste kyaa hua
Kyun mujh ko rona aa gaya
Yaad bachpan ka koi
Tuta khilauna aa gaya
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hain
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hain
Main tujhase nafarat karta hoon
Main tujhase nafarat karta hoon
Lekin tujhse hi pyaar bhi hain
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hain
Tu shaad rahen abaad rahen
Tu shaad rahen abaad rahen
Lekin ye tujhako yaad rahen
Yaadon ko dil se bhula dena
Asan bhi hain dushwar bhi hain
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hain
Tum insaaf bhi hain tu katin hain
Tum insaaf bhi hain tu katin hain
Lekin kuch kahena mushkil bhi hain
Teri chalak nigaho mein
Teri chalak nigaho mein
Izhaar bhi hain inkaar bhi hain
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hain
Ye sunkar main hairaan hua
Ye sunkar main hairaan hua
Saman hua insaan hua
Har cheez jaha bikati hain
Saher mein woh bazar bhi hain
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hain
Main tujhase nafarat karta hoon
Main tujhase nafarat karta hoon
Lekin tujhse hi pyaar bhi hain
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hain
Yaad karon yaad karon..