Khil Uthi Hai Kali Kali Lyrics - Hum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides | Mushtaq Khan | Tej Sapru | Reema Lagoo | Babul Supriyo | Rajshree Biswas
in Movies
Watch the Video
Song Information
Khil uthi hai kali kali song is from Hum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides (2005) and it is sung by Babul Supriyo and Rajshree Biswas.It stars Mushtaq Khan, Tej Sapru, Reema Lagoo, Tiku Talsania in leading roles. This song is penned by N/A and composed by K.P. It is produced by Ashok Nanda. This song was released on 18 Jul 2005.
Lyrics
Khil uthi hai kali kali
Mehaka hai gulshan
Madmast hue hai bhanwre
Madhosh hue hai bhanwre
Dekha hai phool dekha hai rang
Patjhad ke mausam mein ye kaisi bahar
Dil ek hai umange hazaar
Khil uthi hai kali kali
Mehaka hai gulshan
Madmast hue hai bhanwre
Madhosh hue hai bhanwre
Chhut jaye agar pyar ki ghadi
Reh jaye har nari kuwari
Len den ki baat karo
Dil ki dhadkan hai sunlo
Pahle pahle kahte firte
Hukum tera sar aankho par
Baad mein bana kar hamko gulam
Karwate hai intezaar
Pahle pahle kahte firte
Hukum tera sar aankho par
Baad mein bana kar hamko gulam
Karwate hai intezaar
Intezaar to hoga khatta
Hoga milan mitha mitha
Intezaar to hoga khatta
Hoga milan mitha mitha
Umare daraz mang kar
Laye the char din
Umare daraz mang kar
Laye the char din
Do aarzu me kat gaye do intezaar mein
Do aarzu me kat gaye do intezaar mein
Dekha hai phool dekha hai rang
Patjhad ke mausam mein ye kaisi bahar
Dil ek hai umange hazaar
Khil uthi hai kali kali
Mehaka hai gulshan
Madmast hue hai bhanwre
Madhosh hue hai bhanwre
Rani ho ya nauk rani
Bina pyar ki unki jawani
Bina jan ki hai zindgani
Mat karna tum ye nadnai
Ishq wisq se mujhko nahi hai
Kuch bhi lena dena
Bar bar dohra kar
Mujhko bor na karna
Pachtaoge tum varna
Majnu ko dekho laila ki aankho se
Majnu ko dekho laila ki aankho se
Pyar ki juba samjho preet ki baato se
Pyar ki juba samjho preet ki baato se
Ishq ibaadat hai pyar tapasya hai
Imitha nahi intihan ki
Kurbani pahchan uski
Dekha hai phool dekha hai rang
Patjhad ke mausam mein ye kaisi bahar
Dil ek hai umange hazaar
Dil ek hai umange hazaar
Dil ek hai umange hazaar.