Kehta hai dil mastana song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by E. V. Rajan. This song was released on 24 Nov 1972.
Kehta hai dil mastana ho ja kisi ka deewana
Pyar ke sahare do jahan se aage
Chhota sa banale ashaina
Kehta hai dil mastana hoja kisi ka deewana
Are pyar ke sahare do jahan se aage
Chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana


Dil mein jo pyar na basaya to
Jeene ka maza kya aya
Dil mein jo pyar na basaya to
Jeene ka maza kya aya
Zindagi wani hai chhoti si kahani hai,
Ye rut ani jani ani jani hai
Kehta hai dil mastana ho ja kisi ka deewana
Are pyar ke sahare do jahaan se
Aage chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana


Preet ke jo har na piroye to
Anmol din yuhi khoye
Preet ke jo har na piroye to
Anmol din yuhi khoye
Ghari tal jayegi jawani dhal jayegi,
To kali arjoo ki jal jayegi
Kehta hai dil mastana ho ja kisi ka deewana
Are pyar ke shahare do jahan se
Aage chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana


Duniya mein jab ham aye to
Pyar bhara dil sath laye
Duniya mein jab ham aye to
Pyar bhara dil sath laye
Bagh ye bahar se hai zindagi pyar se hai,
Dil ko wasta to bas yar se hai
Kehta hai dil mastana ho ja kisika deewana
Are pyar ke sahare do jahan se
Aage chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana ho ja kisika deewana
Are pyar ke sahare do jahan se
Aage chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana.