Aa Ja Re Aa Ja Lyrics - Aankh Micholi | Jagdeep | Farida Jalal | Rakesh Roshan | Asha Bhosle | Kishore Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aa ja re aa ja song is from Aankh Micholi (1972) and it is sung by Asha Bhosle and Kishore Kumar.It stars Jagdeep, Farida Jalal, Rakesh Roshan and Bharti in leading roles. This song is penned by Rajinder Krishan and composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. It is produced by E. V. Rajan. This song was released on 24 Nov 1972.
Lyrics
Aaja re aaja aaja aaja
Aaja re aaja aaja
Chup chup ke pyar hum karenge
Baat ye kisi ko malum ho na paye
Aaja re aaja aaja
Chup chup ke pyar hum karenge
Baat ye kisi ko malum ho na paye
Aaja re aaja aaja aaja
Aaja re aaja aaja na
Kitna achha hai ye mauka
Duniya bhi kha jaye dhokha
Jungle mein mungle manayenge hum
Mohabbat ki kismat jagayenge hum
Jungle mein mungle manayenge hum
Mohabbat ki kismat jagayenge hum
Aakhir kab tak, aakhir kab tak
Aakhir kab tak yu intezar hum karenge
Baat ye kisi ko malum ho na paye
Aaja re aaja
Chup chup ke pyar hum karenge
Baat ye kisi ko malum ho na paye
Jane kyu dil aise dhadke
Dhak dhak, jaise koi shola bhadke
Dil ki lagi ko bujha denge hum
Haye baaho mein apni chhupa lenge hum
Dil ki lagi ko bujha denge hum
Haye baaho mein apni chhupa lenge hum
Kuchh bhi kahoge tum
Kuchh bhi kahoge tum aitbar ham karenge
Baat ye kisi ko malum ho na paye
Aaja re aaja
Chup chup ke pyar hum karenge
Baat ye kisi ko malum ho na paye
Dekho itna pas na aao
Aji aisa inkar mat kijiye
Sitam ham pe sarkar mat kijiye
Aji aisa inkar mat kijiye
Sitam ham pe sarkar mat kijiye
Aisi shararat, aisi shararat
Aisi shararat to bar bar hum karenge
Baat ye kisi ko malum ho na paye
Aaja re aaja
Chup chup ke pyar hum karenge
Baat ye kisi ko malum ho na paye.