aa aa aa aa katl karte huye katil ne, na socha hoga usko bhi marne wala, koi paida hoga katilo ke katil ki aaha katilo ke katil ki aaha katilo ke katil ki dasta sunaani hainapni hi kahani hain, apni hi jubani hain apni hi kahani hain, apni hi jubani hain ha katilo ke katil ki, dasta sunani hain ek basti ka gharana tha ha ek basti ka gharana tha yani phulo me phulo me ha yani phulo me aashiyana tha nek bivi ki sath kya kahana ho uski shauhar ki baat kya kehna unke do bachche aankh ke tare ha unke do bachche aankh ke tare chand se suraj se ha chand se badh ke the pyare sona chandi tha kone kone me fikr na jagne na sone me aa ghar ek hisse me, anmol si ek murat thi are shakal mse hiro ke, bhagvaan ki wo surat thi ye kissa kuchh insaan ka ye kissa kuchh insaan ka aur kuchh hain bhagvaan ka aur kuchh hain bhagvaan ka ab aage hal sunayenge, is dharti ke shaitan ka is dharti ke shaitaan ka is dharti ke shaitaan ka jaha kans hain vaha krishna hain jaha kans hain vaha krishna hain jaha hain ravan vaha raam han, baat ye jani mani hainapni hi kahani hain, apni hi jubani hain apni hi kahani hain, apni hi jubani hain ha katilo ke katil ki, dasta sunani hain aa us hare bhare sansaar ko us ke daro divaar ko, kuchh aisi najar lagi kuchh aisi najar lagi hire moti se jada huaa bhagvaan hain rath par khada huaa shaitaan ko khabar lagi, shaitaan ko khabar lagi tha raat ka andhera, khamosh tha jamana jaalim ne tir mara, yu baandh kar nishana pal bhar me ek devi ka, aise suhag chhina insaaniyat ke mathe par bas aa gaya pasinamasoom se do bachhe, jaalim ke dar se bhage
shaitaan pichhe pichhe, aur wo the aage aage shaitaan pichhe pichhe, aur wo the aage aage andher ho raha tha, dil maa ka ro raha tha dil maa ka ro raha tha dil maa ka ro raha tha na ujde maang kisi ki na ujde maang kisi ki, na ho mamta viraan aurat ka sindur hain shauhar, vi ka hain santaankya dhoyega aise gam ko kya dhoyega aise gam ko, jo aankho ka pani hain apni hi kahani hain, apni hi jubani hain apni hi kahani hain, apni hi jubani hain ha katilo ke katil ki, dasta sunani hain aa kudrat ne unka sath diya bachcho ke sar par haath dilya bach nikle lekin huye juda koi idhar gaya koi udhar gaya koi idhar gaya koi udhar gaya mahlo wale galiyo me pale, galiyo me pale mahlo wale galiyo me pale, takdir pe kiska jor chale takdir pe kiska jor chale, takdir pe kiska jor chale takdir pe kiska jor chale ab ek parda girta hain, aur ek parda uthata hain ab ek parda girta hain, aur ek parda uthata hain bebas ki kismat khulti hain, saiyaad ka ghar jalta hain saiyaad ka ghar jalta hain saiyaad ka ghar jalta hain aa wo dono aakhir huye javaan, le aai unhe takdir waha le aai unhe takdir wahale aai unhe takdir wahasocho to kaha puchho to kaha puchho to kaha socho to kahaaji sukar mat hona hairaan ham kah de ham kah de, are kah de dono hain yaha dono hain yaha dono hain yaha dono hain yaha dono hain yaha dono hain yaha the intjaar me is din ke, jab badle lenge gin gin ke jab badle lenge gin gin ke jab badle lenge gin gin kekhun dil ke katil ka, pyaas bujhani hainare maa ke dudh ki kimat aaj hi chukaani hain katilo ke katil ki ha katilo ke katil ki, dasta sunani hain apni hi kahani hain, apni hi jubani hain apni hi kahani hain, apni hi jubani hain ha katilo ke katil ki, dasta sunani hain