Ya mohammad kamli wale song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1982.
Walla gul ola we kamalhi
Kasaf khuda me jama nahi
Hakumat zameeno mein pa lai
Allu ahewali


Ya mohammad kamli wale
Teri hukumat ko salam
Ya mohammad kamli wale
Teri hukumat ko salam
Tu hai wahbat shame gulbat
Tu hai wahbat shame gulbat
Ab ye rahmat ko salam
Ya mohammad kamli wale
Teri hukumat ko salam


Din ki shan hai tu jane iman hai tu
Tu hai majnu be khuda yani mahbub e khuda
Sabpe rahmat hai teri
Kya mohabbat hai teri
Tere majhab me nadi
Kyu kiya jat kaha
Koi chota na bada sab barabar hai yaha
Rone walo ki hasi hasne walo ki khushi
Rahmat allin almi teri sharihat ko salam
Ya mohammad kamli wale
Teri hukumat ko salam


Sabka gumkar kazi sabka didar kazi
Yu to betab hai tu sabka sartaj hai tu
Hakime waktera kal nahi aaj hai tu
Sab hukumat ki kasam
Name ahmad ki kasam
Tere dam se hai falak
Tujhse roshan hai wani
Tajdaro me kahi koi tujh jaisa nahi
Aa mina ke lal teri badsahat ko salam
Ya mohammad kamli wale
Teri hukumat ko salam
Tu hai wahbat shame gulbat
Ab ye rahmat ko salam
Ya mohammad kamli wale
Teri hukumat ko salam.