Kartab hai balwan jagat me song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kartab hai balwan jagat mein
Kartab hai balwan
Kartab hai balwan jagat mein
Kartab hai balwan


Ik din janta ne sita par
Jhuth kalank lagaya
Ram chandar ne pran priya ko
Wanvasini banaya
Kartab ke aage mamata ka
Hua maha balidan
Hua maha balidan
Jagat mein kartab hai balwan


Saty wadi the haris chandar
Jo raja se ban gaye rank
Aur harijan hath bikaye
Daso ke das kahaye
Kintu saty pe atal rahe
Paya jag mein samman
Jagat mein kartab hai balwan.