O mohan murli wale song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
O mohan murli
Wale rakho laz hamari
Ab rakho laz hamari
O mohan murli
Wale rakho laz hamari
Ab rakho laz hamari


Man mein aag lagake ankhiya
Nis din neer bahaye
Man mein aag lagake ankhiya
Nis din neer bahaye
Aasu ki is bund mein mere
Sapne na bah jaye
Aasu ki is bund mein mere
Sapne na bah jaye
O mohan murli
Wale aayi saran tihari
Ab rakho laz hamari
O mohan murli
Wale rakho laz hamari
Ab rakho laz hamari


Doob rahi hai naiya meri
Tum hi par lagao
Doob rahi hai naiya meri
Tum hi par lagao
Umad rahi hai dukh ki lahre
Umad rahi hai dukh ki lahre
Aao bhagwan aao
Aao bhagwan aao
O mohan murli
Wale chayi badariya kari
Ab rakho laz hamari
O mohan murli
Wale rakho laz hamari
Ab rakho laz hamari.