Kal Hamare Ghar Lyrics - Shakti Kapoor | Suresh Oberoi | Arjun | Anuradha Paudwal | Mohammed Aziz

1986

Lyrics

Kal humare ghar teri barat aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Aur kya hoga
Aur kya hoga jab barat aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Aur kya hoga jab barat aayegi

Main gungat mein sharmaungi
Main gunghat tera uthunga
Main gungat mein sharmaungi
Main gunghat tera uthunga
Hatho se mukhda chupa lungi
Chehre se haath hata dunga

Juk jayegi aanke shram ke
Aanko se jumana chahunga
Main peeche hathti jaungi
Main aage badta jaunga
Main peeche hathti jaungi
Main aage badta jaunga

Aage badh ke phir vo baat aayegi
Aur kya hoga jab barat vo aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi

Vo baat batao kya thi
Jeena japti si hogi
Ye jina japti kaisi hai
Hur lakhan ke aisi hai
Chudi ki kanak se kya hoga
Arman humare machlenge

Badh jayegi teji sanso ki
Aur pyar ka saula badkega
Phir patali kamriya teri
Mere hath aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Aur kya hoga jab vo raat aayegi

Band hoga vo kamra bahar aayegi
Mai hath chudakar bhagungi
Band hoga vo kamara bahar se
Main chikunngi ki chilaungi
Main aage badunga teri taraf
Main kamare ki bajli bhuja dungi
Hai phir to maja aayega

Bijali bhuja ke khol ke kidki
Dikha ke thanga kood ke aise bagungi
Na to phir vo baat na phir raat aayegi
Na to phir vo baat na raat aayegi
Na to phir vo baat na raat aayegi
Na to phir vo raat na vo baat aayegi.