Kaahe itna gumaan chhoriye song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by N. Vasudeva Menon. This song was released on 01 Jan 2018.
Kaahe itna gumaan chhoriye
Ye mela do din ka
Kahe itna guman chhoriye
Ye mela do din ka
Legi kitno ki jaan chhoriye
Ye mela do din ka
Kaahe itna gumaan chhoriye
Ye mela do din ka


Kaahe karta hai
Pyar choruwa
Ye mela do din ka
Ja ja dor na
Dhar chhorwa
Ye mela do din ka
Kaahe karta hai
Pyar chhoruwa
Ye mela do din ka
Kaahe itna
Gumaan chhoriye
Ye mela do din ka


Jara sun sun are ja ja ja
Jara sun sun are ja ja ja
Chal thamak thamak
Jara thamak thumak thumak
O jara sun sun are ja ja ja
O jara sun sun are ja ja ja


Teri khatir khol
Ke rakha hai
Dil ka darwaja
Paiya ham nahi
Padne wale
Marji hai to aaja
Bada aaya
Dildar chhoruwa
Ye mela do din ka
Bada aaya
Dildar chhoruwa
Ye mela do din ka
Ja ja dhor na
Dhar chhorwa
Ye mela do din ka
Kaahe karta hai
Pyar chhoruwa
Ye mela do din ka
Kaahe itna gumaan chhoriye
Ye mela do din ka


Dekh jara ye
Kali kali julfe ki janjire
Bandi hui hai inme
Tere jaiso ki taqdire
Dekh jara ye
Kali kali julfe ki janjire
Bandi hui hai inme
Tere jaiso ki taqdire
Lut jayega jahan choriye
Ye mela do din ka
Kaahe karta hai
Pyar chhoruwa
Ye mela do din ka.