Is bhari duniya mein song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by N. Vasudeva Menon. This song was released on 01 Jan 2018.
Is bhari duniya main
Koi bhi hamara na hua
Is bhari duniya main
Koi bhi hamara na hua
Gair toh gayr the apno
Ka sahara na hua
Is bhari duniya mein


Log ro ro ke bhi is
Duniya main jee lete hai
Log ro ro ke bhi is
Duniya main jee lete hai
Ek hum hai ke hasne bhi
Tou gujara na hua
Ek hum hai ke hasne bhi
Tou gujara na hua
Is bhari duniya mein


Ek muhoobat ke siwa aur
Na kuchh manga tha
Ek muhoobat ke siwa aur
Na kuchh manga tha
Kya kare ye bhi zamane
Ko gawara na hua
Kya kare ye bhi zamane
Ko gawara na hua
Is bhari duniya mein


Aasman jitne sitare
Hai teri mehfil main
Aasman jitne sitare
Hai teri mehfil main
Apne takadeer ka hi
Koi sitara na hua
Apne takadeer ka hi
Koi sitara na hua
Is bhari duniya main
Koi bhi hamara na hua
Gair toh gayr the
Apno ka sahara na hua
Is bhari duniya mein.