jiivan jyoti bujhatii jaaye, tujh bin kaun jagaaye Lyrics - Dev Anand | Suraiyya | Suraiya | Amirbai

1948

Lyrics

jiivan jyoti bujhatii jaaye
tujh bin kaun jagaaye -2
prabhuu jii -2
tujh bin kaun jagaaye
( chaaron or chhaayaa andhiyaaraa
suujhat naahiin duur kinaaraa ) -2
teraa hii hai ek sahaaraa -2
tujh bin kaun sujhaaye -2
prabhuu jii -2
tujh bin kaun sujhaaye
( dukh aaye parawaah nahiin hai
dukh paane kii chaah nahiin hai
dukh aaye
main muurakh manzil ko dhuundhuun -2
tujh bin kaun bataaye -2
prabhuu jii -2
tujh bin kaun bataaye
ulajhe hain jab uunch-niich kii ulajhan men
uunch-niich kii ulajhan men
bolo kaise chain mile phir jiiwan men
chain mile phir jiiwan men
banii hamaarii bigad rahii hai -2
tujh bin kaun banaaye -2
prabhuu jii -2
tujh bin kaun banaaye