gangaa kinaare mohe bagiyaa lagaa de sayyaaN Lyrics - Arun | Kamla Chaterjee | Brujmala | Amirbai

1943

Lyrics

gangaa kinaare mohe bagiyaa lagaa de, sainyaa
parvat kii chhainyaa bithaa de, rasiyaa
maalan banuungii torii siinchuu phulawaarii
chandan kii daar jhukaa de, rasiyaa
parvat kii chhainyaa
tore baagon men sainyaa kaante bahut hain
man kii kaliyaan khilaa de, rasiyaa
parvat kii chhainyaa
baagon men more naahii papiihaa
tuuhii papiihaa bulaa de, rasiyaa
parvat kii chhainyaa