Jamana hai song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ayub Khan. This song was released on 23 May 1997.
Ek taraf akeli mohabbat hai
Ek taraf ye sara jamana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai


Ek taraf akeli mohabbat hai
Ek taraf sara jamana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai


Josh kitna bhala dil deewane mein hai
Jor kitna bhala is jamane mein hai
Josh kitna bhala dil deewane mein hai
Aaj ye aazmana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai


Ab jo hota hai ho jaye kuch gham nahi
Ab jo hota hai ho jaye kuch gham nahi
Aaj yad tum nahi aaj yad hum nahi
Pyar aisa deewana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai


Hamne jab pyar karne ka
Wada kiya wada kiya
Hamne jab pyar karne ka
Wada kiya wada kiya
Sath jine ka marne ka
Wada kiya wada kiya
Ab ye wada nibhana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai


Ek taraf akeli mohabbat hai
Ek taraf ye sara zamana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai.