Jai maha kali song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali
Jo naiyaa chhod dete hai
O maiya tere sahare par
O maiya tere sahare par
Pahucha dete hai khud unko
Tufaan kinare par


Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali
Jo naiyaa chhod dete hai
O maiya tere sahare par
O maiya tere sahare par
Pahucha dete hai khud unko
Tufaan kinare par
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali


Maiya tere kayi hai roop
Har roop hai tera anoop
Maiya tere kayi hai roop
Har roop hai tera anoop
Bhakto ko hai shital chaw
Dushto ko hai jalti dhoop
Bhakto ko hai shital chaw
Dushto ko hai jalti dhoop
Sar apna jhuka dete hai
Jo aakar tere dware par
Ho maiya tere dware par
Pahucha dete hai khud unko
Tufaan kinare par
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali


Hamko har bala se bachana
Maha mari na hampe lana
Hamko har bala se bachana
Maha mari na hampe lana
Hum aaye sharan me teri
Denge mange tu jo nazrana
Hum aaye sharan me teri
Denge mange tu jo nazrana
Jo haske lagade prano ki bazi
Tere ishare par
Ho maiya tere ishare par


Pahucha dete hai khud unko
Tufaan kinare par
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali.