Jab Ek Qaza Se Guzro To Lyrics - Sanjeev Kumar | Asit Sen | Shabana Azmi | Mohammed Rafi
1978
Lyrics
jab ek kaja se gujro to ek or kaja mil jati hai
marne ki ghadi milti hai agar jine ki saja mil jati hai

is dard ke bahte driya me har gham hai marhm koi nahi
har dard ka hissa milta hai hita ki mariyam koi nahi
sanso ki ijajt milti nahi jine ki raja mil jati hai

mai wakat ka mujrim hu lekin is wakat ne kya insaf kiya
jab tak jite ho jalte raho jal jao to kahna maph kiya
jal jaye jara si chingari to or hava mil jati hai