jaane merii akhiyon ne dekhaa hai kyaa Lyrics - Rehman | Mohan Choti | Mahipal | Asha | Mohammad Rafi
1948
Lyrics
jaane merii ankhiyon ne dekhaa hai kyaa
dekhaa hai kyaa
paanii se nikalaa hai chaand nayaa -2
mukhade pe nanhii-nanhii buundon ke dhaare
chandaa ke saath jaise chhote-chhote taare
din men hain taare ye jaaduu hai kyaa
paanii se nikalaa hai chaand nayaa -2
jaane terii ankhiyon ne dekhaa hai kyaa
dekhaa hai kyaa
paanii se nikalaa hai chaand nayaa -2
nain kisii ke rote hain apanaa ??
din kii laalii men dekh aa_ii sapanaa
ang-ang kisane rang bharaa
paanii se nikalaa hai chaand nayaa -2
main huun pujaarii tuu merii kalaa hai
jahaan tere pag wahaan man bhii chalaa hai
kyaa hai ye naataa zaraa tuu hii bataa
paanii se nikalaa hai chaand nayaa -2
jaane terii ankhiyon ne dekhaa hai kyaa
dekhaa hai kyaa
paanii se nikalaa hai chaand nayaa -2
dekhaa hai kyaa
paanii se nikalaa hai chaand nayaa -2
mukhade pe nanhii-nanhii buundon ke dhaare
chandaa ke saath jaise chhote-chhote taare
din men hain taare ye jaaduu hai kyaa
paanii se nikalaa hai chaand nayaa -2
jaane terii ankhiyon ne dekhaa hai kyaa
dekhaa hai kyaa
paanii se nikalaa hai chaand nayaa -2
nain kisii ke rote hain apanaa ??
din kii laalii men dekh aa_ii sapanaa
ang-ang kisane rang bharaa
paanii se nikalaa hai chaand nayaa -2
main huun pujaarii tuu merii kalaa hai
jahaan tere pag wahaan man bhii chalaa hai
kyaa hai ye naataa zaraa tuu hii bataa
paanii se nikalaa hai chaand nayaa -2
jaane terii ankhiyon ne dekhaa hai kyaa
dekhaa hai kyaa
paanii se nikalaa hai chaand nayaa -2