Jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye, jaane kyunHuye hai woh khafa, begane bewafaJaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyunJaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye, jaane kyunHuye hai woh khafa, begane bewafaJaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyunDheere dheere sara jag ye begaana, dil ka fasaana anjaana sa lageDheere dheere koyi apna hai rutha, dil bhi yeh tutaRishta bhi jhuta sa lage….. Jaane kyunHaan maana tha saaya apna jise, usine sikhaaya hai hame jalnaKyun aise sheeshe ki tarah se tuta hai aankhon me hi mera sapnaDheere dheere mere sapne suhaane ho ke deewaane kaise thikaane ja lageDheere dheere koyi apna hai rutha, dil bhi yeh tutaRishta bhi jhuta sa lage…..
Jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye, jaane kyunHuye hai woh khafa, begane bewafaJaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyunInn baarishon mein aaja bheege yeh dilDekhe na koyi aansu jo hai behteHaan aankhon me thodi khushiya chhupake thode ghum bhi hai rehteDheere dheere mile baarishon ka paaniAkhiyon ka paani tab ki kahani na lageDheere dheere koyi apna hai rutha, dil bhi yeh tutaRishta bhi jhuta sa lage……Jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gayeJaane kyun, huye hai woh khafa, begane bewafaJaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyunJaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gayeJaane kyun, huye hai woh khafa, begane bewafaJaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyun.