Insaan ko he kartar wo de song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Huda Bihari. This song was released on 01 Jan 2018.
Jai shiv shankar jai shiv shankar
Shiv shankar kailash pati
Jai shiv shankar jai shiv shankar
Shiv shankar kailash pati
Insaan ko he kartar wo de
Sansar jo baske ujade na
Aur pyar bhi aisa pyar mile ek bar
To milke bichhde na


Jai shiv shankar jai shiv shankar
Shiv shankar kailash pati
Insan ko he kartar wo de
Sansar jo baske ujade na
Aur pyar bhi aisa pyar mile ek bar
To milke bichhde na
Jai shiv shankar jai shiv shankar
Shiv shankar kailash pati
Jai shiv shankar jai shiv shankar
Shiv shankar kailash pati


Ghar ghar sukh ki jyot jaga de
Kar de dur andhera
Duniya ke dukh mujhko de de
Lele jivan mera
Ghar ghar sukh ki jyot jaga de
Kar de dur andhera
Duniya ke dukh mujhko de de
Lele jivan mera, lele jivan mera
Insaan ko he kartar wo de
Jo bas ke ujade na
Aur pyar bhi aisa pyar mile jo ek bar
Ro milke bichhde na
Jai shiv shankar jai shiv shankar
Shiv shankar kailash pati
Jai shiv shankar jai shiv shankar
Shiv shankar kailash pati


Jivan ki reti me prani kya kya mahal banaye
Jivan ki reti me prani kya kya mahal banaye
Ek hawa ke jhoke se hi pal me sab mit jaye
Pal me sab mit jaye
Insaan ko he kartar wo de
Jo bas ke ujade na
Aur pyar bhi aisa pyar mile jo ek bar
Ro milke bichhde na
Jai shiv shankar jai shiv shankar
Shiv shankar kailash pati
Jai shiv shankar jai shiv shankar
Shiv shankar kailash pati


Din dukhi santan ke swami
Tum hi palan hare
Mar sake na usko koi
Parbhu tum jiske rakhware
Din dukhi santan ke swami
Tum hi palan hare
Mar sake na usko koi
Parbhu tum jiske rakhware
Tum jiske rakhware
Insaan ko he kartar wo de
Jo bas ke ujade na
Aur pyar bhi aisa pyar mile jo ek bar
Ro milke bichhde na
Jai shiv shankar jai shiv shankar
Shiv shankar kailash pati
Jai shiv shankar jai shiv shankar
Shiv shankar kailash pati.